Aabad Barbaad Lyrics is latest hindi song. This song is sung by Arijit Singh and music by Pritam. Aabad Barbaad song lyrics is written by Sandeep Srivastava.
Aabad Barbaad Lyrics
Ya to barbaad kar do
Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do
Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do
Wo galat tha ye sahi hai
Jhooth ye aaj keh do
Itna ehsaan kar do
Itna ehsaan kar do
Poore armaan kar do
Lab pe aakar jo ruke hain
Dhai wo harf keh do
Meri saanson se judi hai
Teri har saans keh do
Mushkil aasaan kar do
Mushkil aasaan kar do
Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do
Ya to barbaad kar do…
Meetha sa ye zehar
Main to peeta rahunga
Tu khud na sahi
Main to sajde karunga
Hmm…
Meetha sa ye zehar
Main to peeta rahunga
Tu khud na sahi
Main to sajde karunga
Tum jo sheerin na huye kya
Humko farhaad kar do
Meri saanson se judi hai
Teri har saans keh do
Mushkil aasaan kar do
Mushkil aasaan kar do
Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do
Ya to barbaad kar do…
Khwabon ko jagah na mili aankhon mein
Wahan pehle se hi sailaab tha
Nagme banata fira saajo pe
Dil apna fatak mijraab tha
Meri bezaan hasraton ko
Kaabile-daar kar do
Meri saanson se judi hai
Teri har saans keh do
Itna ehsaan kar do
Itna ehsaan kar do
Poore armaan kar do
Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do
Aabad Barbaad Song Detail
Singer : Arijit Singh
Lyrics : Sandeep Srivastava
Music : Pritam
Label : T-series